Friday, January 2, 2009

intezaar unka karna aam ho gaya

intezaar unka karna aam ho gaya,
deere deere dil unka gulam ho gaya,
pehle toh haathon mein tah unka haath,
aab haat ke jagah jaam ho gaya,
mere naam se woh mashoor ho gaya,
uske ishq mein main badnaam ho gaya...

No comments: